Anahad Mein Bisram
Échec de l'ajout au panier.
Échec de l'ajout à la liste d'envies.
Échec de la suppression de la liste d’envies.
Échec du suivi du balado
Ne plus suivre le balado a échoué
Acheter pour 18,79 $
Aucun mode de paiement valide enregistré.
Nous sommes désolés. Nous ne pouvons vendre ce titre avec ce mode de paiement
-
Narrateur(s):
-
OSHO
-
Auteur(s):
-
OSHO
À propos de cet audio
Dariya sahab ke sutra se aarambh hoti hui yah pravachan mala vividh bhangimaon ke saath Osho ki vaani se rassikt hai. Jaat, paat, dharm, raajneeti mein chipe hue paakhand ka pardafaash karte hue Osho hamein ek anant ki yatra ka sanket dete hain. Ve kehte hain, mera sanyaasi anhad ki talaash mein laga hai, seemaon ka atikraman kar raha hai. Ghar chodna nahi hai, ghar mein rehte hi jaanna hai ki ghar meri seema nahi hai. Parivaar chodna nahi hai. Parivaar mein rehte hi janna hai ki parivaar meri seema nahi hai.
- Chapter 1: Sansaar Paathshala Hai
- Chapter 2: Naastikta : Anivaarya Prakriya
- Chapter 3: Tap, Brahmcharya Aur Samyak Gyan
- Chapter 4: Vartaman Khsan Ki Dhanyata
- Chapter 5: Antahkaran Ka Atikraman
- Chapter 6: Rishi Prithvi Ke Namak hain
- Chapter 7: Guru Teerth Hai
- Chapter 8: Chintan Nahin - Maun Anubhuti
- Chapter 9: Pehle Dhyaan - Fir Seva
- Chapter 10: Satya Ki Udghoshana
Please note: This audiobook is in Hindi.
©1980 OSHO International Foundation (P)2016 OSHO International FoundationVous pourriez aussi aimer...
-
Sahaj Yog
- Auteur(s): OSHO
- Narrateur(s): OSHO
- Durée: 37 h et 10 min
- Production originale
-
Au global
-
Performance
-
Histoire
Siddhon ka ek mahaan sandesh, 'Jaago', Osho ki vaani dwara in pravachanon mein aur bhi adhik mukharit hua hai. Osho kehte hain: 'Jaago, man jaagran ki bela! Aur jaagran ki bela hamesha hai. Aisa koi khsan nahi jab tum jaag na sako. Aisa koi pal nahi jab tum palak na khol sako. Aankh band kiye ho yah tumhaara nirnay hai. Aankh kholna chaho to isi khsan kraanti ghat sakti hai.
-
-
A real spritual talk.
- Écrit par MR. C. DHITAL le 2019-02-07
Auteur(s): OSHO
-
Maine Ram Ratan Dhan Payo
- Auteur(s): OSHO
- Narrateur(s): OSHO
- Durée: 17 h et 42 min
- Production originale
-
Au global
-
Performance
-
Histoire
Maine Ram Ratan Dhan Payo: Aao prem ki ek jheel mein nauka-vihaar karein. Aur aisi jheel manushya ke itihaas mein doosri nahi hai, aisi jheel Meera hai. Mansarovar bhi utna swacha nahin. Aur hanson ki hi gati ho sakegi Meera ki is jheel mein. Hans bano, to hi utar sakoge is jheel mein. Hans na bane to na utar paooge. Meera ki is jheel mein tumhein nimantran deta hoon. Meera naav ban sakti hai. Meera ke shabd tumhe doobne se bachaa sakte hain. Unke sahare par us paar ja sakte ho.
Auteur(s): OSHO
-
Prem Panth Aiso Kathin
- Auteur(s): OSHO
- Narrateur(s): OSHO
- Durée: 27 h et 21 min
- Production originale
-
Au global
-
Performance
-
Histoire
Kathinayi chaahe prem ke panth ki ho ya dhyaan ke maarg ki, pandhrah pravachanon ki is prashnottar pravachanmala mein Osho ne sabhi prashnon ke atyant saral aur subodh samaadhan diye hain. Shero-shaayari aur kavitaon se bharpoor ye pravachan panth ki saari kathinaayi ko door kar ek nayi subah ki tarah hamein abhibhoot kar lete hain. Osho kehte hain: 'Main to dekhta hoon ek naya suraj, ek nayi subah, ek naya manushyaa, ek nayi prithvi - vah roj nikharti aa rahi hai.
Auteur(s): OSHO
-
Ecstasy: The Forgotten Language
- Songs of Kabir
- Auteur(s): Osho
- Narrateur(s): Osho
- Durée: 15 h et 15 min
- Production originale
-
Au global
-
Performance
-
Histoire
Ecstasy: The Forgotten Language invites us to rediscover our natural state of ecstasy. We have lost touch with our intrinsic nature, says Osho, because we no longer live existential lives; we put our whole focus on our private lives. We have lost contact with the real and live almost entirely in our minds, in our imaginations. This makes us dull and unhappy and unavailable for what life is really offering us. Society and civilizations originally evolved to support and protect us, but now the situation has reversed and instead we find ourselves existing to sustain them.
Auteur(s): Osho
-
Jin Sutra Vol.1
- Auteur(s): OSHO
- Narrateur(s): OSHO
- Durée: 16 h et 57 min
- Production originale
-
Au global
-
Performance
-
Histoire
Mahaavir guru nahi hain. Mahavir kalyanmitr hain. Ve kehte hain, main kuch kehta hoon, use samajh lo; mere sahare lene ki zaroorat nahi hai. Meri sharan aane se tum mukt na ho jaaoge. Meri sharan aane se to naya bandhan nirmit hoga, kyunki do bane rahenge. Bhakt aur bhagwaan bana rahega. Shishya aur guru bana rahega. Nahi, do ko to mitaana hai.
Auteur(s): OSHO
-
Ashtavakra Mahagitaa Vol. 1
- Auteur(s): OSHO
- Narrateur(s): OSHO
- Durée: 16 h et 7 min
- Production originale
-
Au global
-
Performance
-
Histoire
Ashtavakra aur raja Janak ke beech is adbhut sanvaad ki garima ko Osho ne apni amrit vaani dwara uski poornata mein prakat kiya hai. Ashtavakra-Janak sanvaad evam prashnottar ke maadhyam se Osho dharm, saadhana, tatha chetna ki atal gahrai mein hamein le chalte hain. Is apoorva sanvaad ko mahageeta kehkar Osho ne usme anoothi praan-pratistha ki hai.
-
-
Must Listen
- Écrit par JAINAM SHROFF le 2023-07-28