Corporate Guru Dhirubhai Ambani (Hindi Edition)
Échec de l'ajout au panier.
Échec de l'ajout à la liste d'envies.
Échec de la suppression de la liste d’envies.
Échec du suivi du balado
Ne plus suivre le balado a échoué
Acheter pour 19,29 $
Aucun mode de paiement valide enregistré.
Nous sommes désolés. Nous ne pouvons vendre ce titre avec ce mode de paiement
-
Narrateur(s):
-
Abhishek Sharma
-
Auteur(s):
-
Prateeksha M. Tiwari
À propos de cet audio
Svayam apna bhaagya gadhne vaale Dhirubhai Ambani munh mein chaandee ka chammach lekar nahin janmen the. Lekin aaj ve hamaare desh ke sabse bade udyamee maane jaate hain. Aaj bhartiya audyogik itihaas ko ek naye disha dene ka shrey Dhirubhai Ambani ko jaata hai. Jinhone audyogik saamraajya ko vaastav mein vaishavik roop diya. Bhartiya sheyar baajaar mein samsanyojak sanskriti ko ek naya roop dene vaale Dhirubhai ne karodon logon ko khudra nivesh baajaar kee or najar daudaane ke liye majboor kiya. Ve ek aise vyakti the jinhone nivesh baajaar mein ek nayee kranti laa dee. Un par vishvaas karke unkee kampaniyon mein nivesh karne vaale logon ne karodon roope banaye. Bhartiye capital market mein unkee sahaayata se samasanyojakta kaa bhaav rakhne vaala bada samooh ban gaya.
Dhirubhai haarne se nafrat karte the. Unkee rank se raaja banne kee kahaanee kayee yuva udyamiyon ko romaanchit karne ke saath-saath prerna detee hai. Ek mahaan udyamee ke alaava unka ek asaadhaaran vyaktitva bhee tha. Jiske kaaran karodon bhartiyon ke is naayak ne reliance ke roop mein vah udyam khada kiya jis par aaj pooree duniya vishvaas rakhtee hai.
Bada socho, tej socho, aage badhane kaa socho.
Idea par kisee ek ka adhikaar nahin hota
(Dhirubhai Ambani)
Please note: This audiobook is in Hindi.
©2010 Diamond Pocket Books Pvt. Ltd. (P)2020 Audible, Inc.