Aperçu

Logo de Prime Exclusivité Prime: 2 titres gratuits à choisir pendant l'essa. Des conditions s’appliquent.
Choisissez 1 livre audio par mois dans notre collection inégalée.
Écoutez à volonté des milliers de livres audio, de titres originaux et de balados.
Accédez à des promotions et à des soldes exclusifs.
Après 3 mois, Premium Plus se renouvelle automatiquement au tarif de 14,95 $/mois. Annulation possible à tout moment.
Choisissez 1 livre audio par mois dans notre incomparable catalogue.
Écoutez à volonté des milliers de livres audio, de livres originaux et de balados.
Accédez à des promotions et à des soldes exclusifs.
L'abonnement Premium Plus se renouvelle automatiquement au tarif de 14,95 $/mois + taxes applicables après 30 jours. Annulation possible à tout moment.

Shraap ki Gathaayien

Auteur(s): Peeyush Singh
En profiter Essayer pour 0,00 $

14,95 $/mois après 3 mois. L'offre prend fin le 21 janvier 2025 à 23 h 59, heure de l'Est. Annulation possible à tout moment.

Après 30 jours, 14,95$/mois. Annulable en tout temps.

  • Résumé

  • Shraap shabd sunkar hi man me ek dar sa paida hota kyonki shrap koi tabhi kisi ko deta hai jab bahut dukh ya gusse me hota hai. Hamne apne badon se hamesha yahi suna ki kisi ko kabhi bina wajah dukh nahi dena chahiye warna vo hame shrap de sakte hain. Shrap ek tarah ki urja hi hai jo kisi gahri bhawna se upajati hai ye bhawana kisi ka dil dukhne se ya unke samman ko thes lagne se paida ho sakti hai. Shrapon ka ek doosra pahlu bhi hai, agar aap is series ke har episode ko dhyan se sunenge to payenge ki har shrap kahin na kahin aane wale bhavishya ki ghatnaon ka karan bana tha. Kuch shrapon ki wajah se to yug badal gaye, kuch shrap is dharti par mahan kamon me karan bane aur kuch shrap logon ki behtari ka karan bhi bane. Is show me jitni bhi shrap mathayen hain har katha hame ek seekh deti hai, sahi tareeke se jeewan jeene ki aur doosron ka samman karne ki.Ham seekhte hain ki takat aur pad sirf samay ki baaten hain, aaj ek ke pas hain kal kisi aur ke pas honge, isliye inka ghamand karke kuch bhi galat kam. Nahin karna chahiye warna shrap me vo shakti hai jo ishwar ko bhi jhuka deti hai. Ye show ek tarah se shrapon ke peeche ke karanon ko samjhane aur hamare dharmik itihas ko badalne me unki bhoomima ki gahrai se padtal karta hai.

    ©2021 Peeyush Singh (P)2021 Peeyush Singh
    Voir plus Voir moins
Épisodes
  • Episode 01: Shri Vishnu ko shraap
    Oct 14 2021

    Kya aap ko bhi hairani hoti hai ye sochkar ki bhagwan Vishnu ne jab jab bhi is dharti ko bachane ke liye awtar liya unki prem kahani me hamesha dukh aur judai hi rahi? chahe shri Ram hon ya Shri Krishna, apni patni aur premika ke bina hi dharti par jeewan bitana pada. Iske peeche ek shrap hai jo unhe ek toote huye dil ke premi ne diya tha, Is episode me ham usi shrap ke bare me vistar se janenge

    Voir plus Voir moins
    19 min
  • Episode 02: Yam ko Shrap
    Oct 14 2021
    Ham sab jante hain ki hamare saare achche bure karm nyay ke devta yamraj jinhe dharmraj bhi kahte hain unke bahi khate me darz hote hain aur ant me har baat ka hisab ho jaata hai lekin agar nyay ke devta se hi anyay ho jaay tab uski sunwai kahan hogi? Is episode me ham sunenge ki kaise dharmraj tak ko apne kiye anyay ke liye shrap jhelna pada tha
    Voir plus Voir moins
    15 min
  • Episode 03: Kach ko shraap
    Oct 14 2021
    Kahte hain ki vidya chahe kaisi bhi ho use pane ke liye pahle man saf hona chahiye, kisi ke sath chal karke agar aap kuch seekh bhi gaye tab bhi aap us vidya me maharat hasil nahi kar sakte, aisa hi kuch hua tha jab devtaon ke guru Brahsapti ke putra kach ne apne guru se chal karke unse ek nayab vidya seekhi lekin iske parinam me unke sath vo hua jiski unhone kalpana bhi nahi ki thi. Is episode me aaiye jaante hain ki kach ko kisne aur kya shrap diya tha
    Voir plus Voir moins
    15 min

Ce que les auditeurs disent de Shraap ki Gathaayien

Moyenne des évaluations de clients

Évaluations – Cliquez sur les onglets pour changer la source des évaluations.